Zulf ne bal koi khaya to bura maan gaye - URDU HiNDI ENGLISH POETRY

Breaking

BANNER 728X90

Monday, April 10, 2017

Zulf ne bal koi khaya to bura maan gaye

Zulf ne bal koi khaya to bura maan gaye
Chand badli mai jo aya to bura maan gaye

Aur to sab ko pilate rahe mast ankhon se
Hath saagar ne jo barhaya to bura maan gaye

No comments:

Post a Comment